thursday episode mai jb riddhima date pr ae tu Armaan
janta tha k riddhima sid sae milnay ae hai tu pher wo waha
kiya kr raha tha....
riddhima tu nahi na janti thi k yae sid nahi Armaan hai but Armaan tu
janta tha k yae Riddhima hai r iss k shadi ho chuki hai pher yae sub Tamash karny ki
kiya zarorat thi😡...
I think armaan ko bus muka chahye hota hai...
I think Cvs pagal ho chuki hai
jo scene Sid riddhima k honay cahyae wo Armaan r riddhima k kr rahay hain