humare pyaare doston, DMG 3 saal pura hone ka samaroh mein, may ye bhashan dena chahthi hu. app saare darshakon ne ye pad kar, apne bahumuly vichar de. dhanyavad.
Adarniya rachanatmak sar 'karyakari utpadak shri XYZ ji..
maanyaniya rachanatmak, aur mere piyaaare abhinetha 'aaj
agar DMG ki TRP's jameen ko chhu raahaa hai ..to uska
shreya sirrf ek insaan ko jaata hai, Shri ABCD.
..give him a a big hand ..he is a great guy. really you are.
Peechle theen saal se inhone nirantar is pradarshan mein chamatkar pe
chamatkar kiye '''umeed hai aagey bee karte rahege ..hami to
aashcharya hota hai ki ek insaan apne jeevan kaal mein itni chamatkar
kaise kar sakta hai ''.'inhone kadi tapaasya se aapne aapko is
kaabil banaya hai ..dupatta ka sahi upyog abhinetha ka purna istemaal koi
inse seeke ..seeke inse seeke '.
aaj hum sab darshak yaha hai ..kal desh, videsh pradarshan mein fail jayenge
..waadaa hai aapse jis pradarshan mein honge waha chamatkar karenge. DMG ka
naam roshan karenge 'dika [dikha] denge sabko jo chamatkar dekhne ki
shamtaa yaha ke darshakon mein hai wo sansaar ke kisi darshakon mein
nahiii '.No other darshak, No other darshak
Adarniya utpadak namashkar. aapne is pradarshan ko wo chees di, jiski
hamein sakht zaroorat thi 'dupatta ..dupatta hota sab ladki ke paas hai ..sab
udathe rehthe hai ..sambhaltha koi nai 'aapne apna dupatta is chamatkari
nayak ke sar mein dal diya hai'ab dekiye yeh kaisa iska upyog karta hai
Is swarn awsar par ek shlok yaad aa rahe hai''uttham oye hoye padam..........
madhyam padam nalayak,basket,aur bracelt......
kanistham stop it,chalo kam kare
sud sudi pran katakammm !!! aaaha