Specially when Jagya says "Yea mujhe kya ho raha hai kaanhaji, aap ko toh patha ho ga na" 🤣 🤣 hey bhagwaan, in dono ko yea bhi nahin patha ki ho kya raha hai , hahaha aur nikal pade SR manane 😆 aur Kaanhaji se advise maang rahe hai dono ki kya kare 😆 🤣
Ab Kaanhaji kaise bolenge? batao !!! 😉