Originally posted by: guglu088
Hi Priya............. Hiiii guglu...
Ye update toh maine kal hi padh liya tha...par comment aaj kar rahi hun... main samajh sakti hun yaar...tumhe Ud samajh me hi nahi aaya hoga...tabhi nahi kiya comments...π vaise bhi mere uds me sab kuch confusing hota hai...
Wo kya hai na...jyada late ahi kar sakti iss baar...aaj nahi kiya to nahi kar paungi... achhi musibat hai meri bhi...
nahi yaar...yeh prob hum sab ki hai...har baar yahi kar k fass jkate hain hum sab...π
Achha khair...bahut go gayi meri bakwaas...ab sidhe update pe aati hun... to kaisa tha ye update............ yeh bhi toh tum hi bata sakti ho na...!!! main toh ek baar likhne k baad use padhne ki himmat bhi nahi kar pati...π
Fantastic update...π π π π π π π π π π π π mazaa aa gaya... sachhhhhhiiiiiii....thanqqqqqqqqqqqπ π π π π π π
Ye raj bhi ki na bas... ek to peekar aaya hai...upar se Naina ko bhi ek peg dene ki baat kar raha hai... wah...kya baat hai... πππ unq piece hai yaar...duniya k sare lyts on kar k bhi dhundhogi na toh ek bhi copy nahi milega...π π πNaina jakar bahar divan par so gayi...fir Raj aaya uske piche piche...usse manane... Wo scene itna khubsurati se likha hai na tune ki bas...maine kal se kam se kam 5 baar padh liya hai...fir bhi mann nahi bhara... wow yaar... isse kehte hain full flow of emotions...πππab kha mere sar ki kasamm ki tune ise 5 baar padha hai...π π π ...par sach kahun toh...thanxxxxx a lot yaar...tere kuch words mera din bana dete hain...π π π π π
Naina kitne sawal karti hai.... sahi kaha Raj ne...PATI ki bahon me PITA ko yaad kar rahi hai... ππππππye Raj ko kehti hai mazak mat karo...fir khud hi mazak karti hai... kya ladki hai... ab naina pagal ho gayi hai...koi bhi raj k kareeb aane par khushi se pagal toh ho hi jayega...π π π π π
Raj ka wedding gift to bahut khubsurat tha...aur unke saath me bitaye hue pal bhi...par ab train ki awaz se Raj ko kya yaad aa gaya...??? Wo Aditi ki bahon me kaun se jakhm dekh raha tha...Aditi zanzeer se kab bandhi hui thi..ye flashback kya hai Aditi ka??? Raj loaded gun lekar kahan chal diya...??? Kya hua tha Aditi ke saath...??? Yaar jaldi batao na...kholo na saari mysteries... kitne sawal hain iss update me...![]()
![]()
ufff....kitne sawal puchti ho yaar...tum toh naina ki dadi nikliπ...us se bhi jyada sawal puch rahi ho tum...par koi baat nahi kudiye...main next part me kuch batain toh clear kar hi dungi...pakka...π π π π
Chal, ab continue soon...(Halanki mai jaanti hun ki tu aisa karegi nahi...) main toh kai dino se try karr rahi hun...ud post karne ki...par mera net hi mujhe dhoka de raha hai...
Love
Guglu
62