krishna ke saath ye song kafi had se milti hainđ
dil mera churaya kyun.....jab ye dil todna hi tha...
humse dil lagaya kyun
humse muh mod na hi tha......
why did u brek my heart
why did u fall in love
why did u go away....
dil ko dhadakna...tune sikhaya
dil ko tadapna tune sikhaya....
aankhon mein ansu chupe the kahin...
unko chalakna tune sikhaya......
seene mein basaya kyun dil se jaab khelna hi tha...
humse dil lagay kyun...humse muh modna hi tha......
Ho, milti thi nazrein jab bhi nazar se
Uthte the shole jaise jigar se
Saanson se nikla jaise dhuaan sa
Banta tha mujhse jeete na marte
Aag kyoon lagaayi jab
Bujhaaye dil chhodna hi tha
Humse dil lagaaya kyoon
Humse munh modna hi tha
Dil mera churaaya kyoon
Jab yeh dil todna hi tha
Humse dil lagaaya kyoon
Humse munh modna hi tha
check out for this song....