before, i thought shashank is really a mahaan, but now i want to tell you something about him. let me try.
1.he is an extra oridinary doctor in sanjeevani i agree. inspite of so many doctors, how he became head of sanjeevani?
because of hard working and mahaantha i think.(he adopted riddhima, daughter of sister padma)some people make a ground prepared from the day 1, thaki kisi ko shak na asake by behaving too much of soft, caring and solving others problems as if mine like swamiji's.
2.once he asked padma about anjali, mera paravarish main aisa kya kamee thi, maine dono betiyon ko eki tharah ka sanskar sika diya, par kyun ye aisa behave kar rahi hai?
idhar shashank ne padma ko false proof de rahe hai ki dekho meri bethi se jaada main tumhare beti ko pyar kartha hoo(mahaantha). lekin actually his own daughter anjali has self respect, strength, dare to do attitude, independancy everything which riddhima nahi sikh payi, kyunki shashank ki parvarish aisa thi, selfish towards his own daughter.
3.why he didn't like armaan in the past?
armaan ko dekh kar kisi ko bhi patha saktha hai asli mahaantha kya hai, tho competition avoid karne ke liye armaan ko riddhima se door rakhna hi accha laga.(standard proof: kal rath shashank ne sid ko kaha, main meri bethi ka haath ek aisa insan ko de raha hu wo accha hai, strong hai, ye hai wo hai blah blah.....itni kam samay main shashank ne sid main aisa kya dekha wo armaan main nahi hai)
4.how padma influenced by shashank?
before marriage, sister padma riddhima ki har feelings ko samaj pathi hai ki wo kyun hasthi hai kyun rothi hai, armaan ke liye unka feelings kya hai sab kuch. but shaadi ke baad wo sirf unka pathi ka ankhon se hi dekhthi hai. kyunki shaadi karke wo mahaan ban gaya.
5.Riddhima ki shaadi sid se kyun kar wa diya?
kyunki he knows sid iss se bada mahaan banne ka natak kartha hai, thaki koi competition hi nahi hai. dono ne mahaantha ke imagination world me hasthe khelthe jee sakthe hai.
6.Riddhima ki divorce rokne ke liye kya kiya?
Riddhima ne inki baath nahi manega tho samaaj ko beech main laya, kyunki riddhima aisa soche ki meri mahan paa meri aur meri maa ke liye kya kya nahi kiya, aisa insaan ko hum samaaj ke samne sar jhuka kar khade nahi hone denge, tho baath katham
meri point ye hai ki CV,s ne hume ye keh raha hai ki beware of fake mahaans, jo humare aage peeche gum raha hai,itni saari nautanki mahaan ke saamne armaan ka mahaantha dikhayi nahi de rahe hai