Thank you all for your sweet and lovely comments..! I love to write, so it's a pleasure to do it 😃!!
Here comes part 3:
Ek Atoot Rishta PART 3
Archana looked Manav deeply in his eyes..
Manav: 'Archana, mujhse nahin hoga yeh sab..'
Archana: 'Kya Manav..?'
Manav: 'Yeh jhuta zindagi, sab kuch.. Mujhe yeh talaak nahin chaahiye..'
Archana: 'Manav, ab hum kya karogi?'
Manav: 'Ek raasta hain.. Aai aur Baba se baat karenge.. Woh samaj jaayenge..'
Archana: "Nahin Manav, Aai nahin maanenge.. Aur, aur Shravani, Shravani ka kya hoga..?'
Manav: 'Mujhe nahin patta, likien main tumhare saath apna zindagi bita na chaahti hoon.. Tum mere patni ho, maine tumhe bahut dukh diya Archana.. Ab bahut ho chuka..'
Archana and Manav were sitting in the living room and talked about a solution.. Archana holds Manav hands.. Manav kissed her hands and says: 'Main tumse pyaar karta hoon Archana. Tum mera ho.' 'Aur aap meri ho Manav.. Main bahut khush ho Manav.' says Archana totally in love.. 'Main bhi Archana, main bhi..'
After a 2 hours, Vandita came inside..
Vandita: 'Dada, Vahini, aap dono ek saath..?' She laughed.. Archana and Manav looked up..
Manav: 'Ha Vandu, maine tair kar liya hain, main Archana koh talaak nahin dung gi..'
Archana: 'Ha Vandu, Manav aur main nahin chaahti ke humari talaak ho jaai..'
Vandita: 'Yeh toh bari khushi ki baath hain..!! Main yeh sun kar bahut khush ho.. Yehi meri sapna thi.. Bhagvan ne meri sun li.. Mu mitha ho jaai..?'
Archana, Manav and Vandita are laughing..
After the mithaai..
Vandita: 'Dada, Aai aur Baba aati hi honge.. Aap kya bolo ge..?'
Manav: 'Main sach bolunga.. Mera zindagi ka sach..'
Manav: 'Aur ha Vandu, main tumhe apne sasuraal nahin jaane dunga..'
Vandita looks shocked.
Vandita: 'Dada, yeh aap kya........'
Manav: 'Ha, Vandu, bahut ho chuka is ghar mein.. Main hamesha se chup ho.. Likien ab nahin.. Main tumhare aankhon mein aasu nahin dekh sakta hoon.'
Vandita: 'Likien Dada, hum yeh sab kaise karenge..?'
Archana: Main tumhare saath hoon Vandu, tum darro mat.. Main aur tumhare Dada, hum sab ter saath hain..'
Vandita don't know what so say..
Suddenly the phone rings..
To Be Continued.. 😳