WAH riddhima wah!!!!🤢
Kitni asani se keh diya ki Armaan sirf apne bare mein sochta hai jo uska mann karta hai sirf wahi karta hai😠ðŸ˜woh sab kuch bhul gayi jo armaan ne uske liye kara tha> arre woh toh uski khatir puri duniya se lad baitha tha...aur riddhima ne ek pal mein uske pyaar ko jhutta sabit kar diya
Achha hai armaan waha nahi tha warna yeh sunke firse uske dil ke hazar thukde aur ho jate...ðŸ˜
Mana ridz ne jin halatato mein sid se shaddi ki woh sahi nahi the leikn yeh kehna ki sab armaan ki galti hai.........Yeh galt hai.Armaan aur uske pyaar ki tauhin hai
Mujhe vishwas nahi ho raha matlab kaise usne ek min mein yeh keh dia
Aaj tak dmg mein jo kuch bhi hua i neva hated riddhima
But aaj pehli baar i say that
I HATE U RIDDHIMA....😡
Sahi mein armaan ki riddhima badal gayi hai
PLZ guys do leave ur comments