Yeh faaslay or bhi barh jayen to acha hai..
Tumhari chahatain hum ko nahi haseel
Tu abh ghair hi ban jayen to acha hai..
Hummari to umer guzri hai teri chahat mein
Tu iss aag mein na jalay to acha hai..
Barsoon say thi duaa keh tu meray saath ho
Kehti hon kay abh samna na ho tera to acha hai..
Rehta tha teri muhabbat ka saya humaray saath
Abh to apni perchaayi bhi na ho to acha hai...
Raiza raiza ho chukki hai rooh meri
Ke baddan say abb nikkal hi jayen to acha hai....
Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai..
Fiza Bhi Sard Hai Yaadein Bhi Taaza Hai
Ye Mosam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata Hai..
Bheegi Hui Raatain Khamosh Si Baatain
Aisay Main Kuch Kaho To Har Lafz Madham Ho Jata Hai..
Barsat Ki Hain Bondain, Bondon May Hai Khushboo
Ye Lamha Tu Dil Ka Ehsaas Chu Jata Hai..
Aisay Main Tum Bhi Keh Do Dil Ki Baat
Ye Mosam Tu Pal Bhar Main Beet Jata Hai...
Jo main na rahun, aankhon main aansoo na bharna tum
Is dil pe hai bas naam tumhara, yeh yaqeen rakhna tum
Main hoon tere sath, tu humraah hai mere har qadam
Door ho kar bhi kahan ek doosre se hain door hum
Guzarta har pal, har lamha tere aur qareeb kar deta hai
Saanson ki yeh dor teri saanson ke sang jod deta hai
Mere humdum, mere humnawa, pyar tera, meri zindagi
Khuda ke baad, main karun dil se bas teri hi bandagi........
Kal rat meri ankh se ek ansu nikal aaya
Maine use poocha tu bahar kyon aya?
To usne bataya
Koi teri ankhon me itna hai samaya ke me chahkar bhi apni jagah na bana paya..
Kagaz ki Haweli hai, Baarish ka Zamaana hai
Kya Shart-e-Mohabbat hai, kya Shart-e-Zamana hai
Aawaz bhi Zakhmi hai aur wo Geet bhi gana hai
Uss paar utrne ki Umeed boht kam hai
Kashti bhi Puraani hai, Toofaan bhi aana hai
Samajhe ya na samjhe wo Andaaz-e-Mohabbat ka
Ek khaas ko Aankhon se ek sher sunaana hai
Bholi si ada, koi phir Ishq ki Zid per hai
Phir Aag ka Darya hai.. Aur Doob ke jana hai...
tadpane ke liye sirf yaadein reh jati hain
kya fark padta hai, dil ho ya koyla, jalne ke
baad sirf rakh hi reh jaati hai