Hi Guys plan mein tohrasa change hai. I will start from the current sitution and also solve Samrat's mom situation but i promis this will only give good sajan scenes and also i wanted to give the current tracks good ending and will finish them in 3 parts. 1 part will be on gunnur understandin and the other 2 on Samrat's mom. So here i go.
After Nupur and Gunjan had enough of their explain in or should i say accusing Nupur left fuming with anger and Gunjan decided to change her clothes and leave as there was no poin in staying here.
Outside the Excel college cool dudes were a bit more calm and relaxed but Samrat sill felt like explaining but Mayank would stop him one way or the other.
S: Mayank mujhe ek baar...
N: Mayank yahan se chalo kyunki jo ladki andar hai woh meri behan ho hi nahi sakti.
Nupur said dragging Mayank when Samrat stopped her.
S: Nupr mujhe explain karne ka mauka toh do.
N: Explain, Samrat abhi aur bhi kuch explain karna hai ki jo abhi hua woh kaafi nahin hai.
S: Nupu jo tumne dekha woh...
N: Woh bilkul saahi dekha hai aur bhagwan ka lakh lakh shukar hai ki main time se agayi warna tum toh pata nahin. She said turning her head in a disgusted look.
Mayank escaped and called up Diya so she could come and pick up Gunjan because looking at the situation it didn't look like as if Samrat would be able to drop Gunjan home. After listening to the situation Diya decided to call up the gang as she knew at the moment Samrat, Gunjan and Nupur needed their support so the emergency helpline imean friends helpline were arriving as quick as they can.
While all this chaos was happening Gunjan had changed her clothes and was sitting on the bed. Her hazel brown eyes full of tears.
G: Aaj maine Di se kitni buri tarah se baat ki lekin Di Samrat ke bare mein aisa kaise soch sakti hai. Aur Samrat, is sabke baad mein use kaise face karoongi, woh
kitna upset hoga. Nahi Gunjan, Samrat ab tak samajh gaya hoga ki Di ko galatfami hui hai. Main janti hoon mere Samrat bahut samjhdar hai
While Gunjan was accusing and assuring herself, Nupur was in no mood to listen to Samrat.
N: Samrat please bas karo mujhe ghar jaana hai, tum apna ye so-called explantion use dena jo yah sunega, samjhe.
S: Nupur is waqt koi aur nahi balki tumhare liye zaruri hai meri baat suna.
N: Oh please Samrat apni yeh bakwas band karo, tum meri Gunjan ko bewakuf bana sakte ho par mujhe nahin. Tum toh pyar shabd ka matlab hi nahi jaante.
Nupur was just about to go when the gang arrive with Mayank and Gunjan arrives with marks of tears all over her pale face. As Gunjan enters Samrat sees in her eyes that any stranger can fugure out that she has cried her eyes ou. Suhaani and Diya go to com fort Gunjan but Gunjan's eyes were only looking at Samrat. Seeing her like this tore Samrat's heart.
S: Nupur tum saahi keh raahi ho, mein pyar ka matlab nahin samjhta sirf itna janta hoon ki Gunjan ke bina yeh zindagi khali hai.
Nupur stops to listen and Gunjan's eyes fill up with hope. Still seeing her illuminating eyes Samrat continued.
S: Gunjan ke begar mein adhura hoon, uske begar mein sirf ek kali jism hoon jis mein koi aatma hi nahin hai.Nupur, jab bhi mein Gunjan ko dekhta hoon man karta hai ki use bas dekhta hi jaon, uski saadagi, woh aankhe jo uske dil ki haar baat bata deti hai. Uski woh aankhe jo sharam se jhook jaati hain toh kabhi gusse se badi ho jaati hain(Samrat said with a smile and Gunjan just gave her shocked expression but then smiled at him. Everyone were lovingly listening to Samrat and smiling at their expressions). Uski aankhe jo kabhi jhoot nahin bolti, jin mein hamesha sirf pyar ka ek gehra sagar dekhai deta hai. Uski smile jise dekhe bagar mera din pura nahinhota. Woh jab mujhe mudke dekhti hai toh jo satisfaction mujhe milta hai woh shayad heaven mein bhi na mile. Jab mein chashmish bolta hoon toh uska naam chocolate se bhi zyaada pyar lagta hai. Nupu tum hi batao kya yeh hai pyar ka matlab.
Nupur smiled and everyone couldn't help notice how sweet they were looking as if Samrat was reading Gunjan's eyes.
S: Nupur tum janti ho aaj jo tumhe feeling ho rahi ha apne family ko kho deneke, apne ghar se door rehne ki woh feeling mein dus saal se apne andar rakhta aya hoon.(Samrat was a bit hesitant but Gunjan assured him to contine) Tumhare paas toh phir bhi Mayank hai jo tumse kitna pyar karta hai lekin mein lekin mein itne saalon se akela tanha raha hoon. Har din mera aise jaata tha ki jaise mere life ke saare colours ja chuke hon.Har pal mein yahi umeed rakhta tha ki mujhe bhi koi esa mile jo mijhe samjhe, mera akelapan door kare. Friends toh mere bahut the jaise ki Diya, Mayank aur benji par koi bhi aisa nahin tha jise mein apne dil ki har baat keh sakoon. Aur phir Samrat kab cool dude ban gaya yeh mujhe khud bhi pat nahin chala.
Now everyone was with teary eyes and Nupur, well lets say she was melting like ice placed infront of fire, fire of love that was flaming in Samrat's eyes and each word.
S: Phir ek din Gunjan ayi(Samrat said with a huge smile)jisne mujhe badal diya. Hum issi pool ke paas mile the isiliye mein gunjan ko yahan par leke aya tha date pe.
Nupur feels guilty for misunderstanding Samrat's intentions of bringing Gunjan here.
S: Woh shayad pehli ladki thi jise mere handsome yah cool dude hone se koi farak nahin pad ta tha infact woh toh meri shakal tak nahin dekhna chahti thi kyunki mein use itna tang jo kiya karta tha. Kabhi us ki books gira deta tha toh kabhi class mein pareshan karta tha, abhi bhi karta hoon par ab new style mein.
He said giving a naughty smile whil Gunjan just rolled her eyes and the rest of them managed to hold their giggles.
S: yeh sab sirf isiliye kiya karta tha taaki uske gusse laal gal dekhne ko mile jinse woh aur bhi cute lagthi hai. Phir hum dono dost bane sirf music ki wajah se meine Gunjan ki help sirf isiliye nahin ki kyunki woh itna pyara gaa thi ahi blaki is liye kyunki mein euske saath time spend karna pasand karta hoon aur phir uske baad Gunjan ne apne satge fears chodke talent parade mein gaana gaya.
Lekin talent parade ke baad aye exams aur us waqt sirf Gunjan ne meri help ki. Woh pehli exam the jisme meine cheating karke paas nahin balki mehnat karke paas kiye, aur Gunjan ne double mehnat karke mere liye simple and easy notes banaye. Lekin meine as usual usko hut kiya. (sajan expression go sad it was if Samrat was tlling the story verbally and Gunjan telling the story with her eyes and inocent expressions) Uske baad mujhe ehsaas hua ki mere liye Gunjan kya hai aur meine uska secret friend banke uski RJ hunt mein help ki.Aur vlaentines day pe hum friends bangaye is baar pake wale. Hum ne har round compatability, karela khana aur mirchi khane wala round jeeta. Valentines dance bhi kiya aur yeh dance mere liye sab dances se alag tha jo maine kabhi kiya hoga. Aur phir hum Valentines prince aur princess bane, yeh mere liye koi nayi baat nahin thi par GUnjan ke saath ek alag hi khushi thi use khush dekh kar. Uske baad hum mere favourite chai stall pe gaye jo gunjan ko bahut pasand aya kyunki woh usi ki tarah simple tha. Aur phir humari friendship star hui aur Gunjan yaani meri chashmish meri special friend ban gayi. Usne hamesha mere sath diya chahe woh Sheena wala issue ho yah accident case.
By now everyone had tears in their eyes Except sajan who were in their own world locked into each others eyes.
S: Nupur meri life mein koi aisa insaan nahin tha jise mere paas ya fail hone ki chint thi, jise meri har harkat ki pehchan thi, jise meri pasand ya na pasand ka khyal tha, jisne sirf asli Samrat se pyar kiya, jisne meri galthi karne pe danta, jisne mere bina kuch kahe mujhe samjha. Ek esa insaan jo mer hai, meri angel, meri soulmate, meri chashmish jo hasti hai toh meri wajah se aur shayad rooti bhi meri wajah se. Woh chashmish hai jisne mere sapno mein rang bhaare, mujhe ek acha insaan banaya, jeene ka ek maksad diya. Mein aur kuch nahi janta bas itna janta hoon ki jab tak chashmish mere saath hai tab tak mein har problem sse fight kar saktahoon. Nupur, mein bhagwan mein believe nahin karta hoon lekin merre liye Gunjan hi mere liye bhagwan hai jisko main hamesh worship karat rahunga. Mein nahin jaanta duniya mein pyar ka kya matlab hai par mere liye pyar ka matlab Chashmish hai.
Nupur was really touched by Samrat's last words and dragged Samrat to Gunjan leaving everyone shocked.
N: Samrat tum kya samajhte ho apne aapko ki tum apni in pyaar bhari baton se mera dil pighal jaye ga. Nupur turned and winked at Gunjan and by now everyone understood her joke
S: Nupur mein toh..
N: BY GOD Samrat tum ek dam correct soch rahe the, tumhe kya laga tum jaise sharif aur sushil ladke ko mein bina tang khiche chod doongi.Waise kya baat hai Samrat saaural ke logon ko pehle hi impress kar rahe ho? Nupur said with her naughty smile.
S: Woh kya hai ki meine ghar jamai bane ki planning ki hai.
Everyone laughed at this and the two morena sisters hugged and forgave each other.
N: Waise Gunjan tune yeh red dress kyun pehni hai tu toh black knee length wali dress pehne wali thi na jo Samrat ne tujhe gift kiya tha.
Gang in unison: KYA!!!!!!!!!!!!
G: Di Samrat ne mujhe yeh pendant gift kiya tha. She said showing the s pendant.
N: Toh phir woh dress kiski thi locker room mein.
SU: Woh toh maine aur Diya ne Adhiraj se mangawi thi.
A: Yaani ki maine woh punishment bina matlab ke ki.
At this Sayank finally break into laughter but Gunur's tough looks shut them up and the put a figer on their lips as if two nusery children punished.
PM list:
cuteangelgirl95
MoNaYaRoX
sana866
aamirkhanfan
surbhi123
sharma.nat
dmgmjht4ever
sajanroxx20
kris97
Shafoo
aNjiee
swati_mjht
---ishita---
aish129
maisha.hossain7
--nadzy--
SaJan_RaDevBest
pragya_luvsajan
aashizin
sushups
aarthi.ramani
Please post in you precious comments and tell me if i hav missed anybody ou on the PM list. I am sorry if my hindi was bad and this is the first i'am writing a ss so please fell free to criticise. Thanks for reading.
Edited by sayankgunur - 15 years ago
38