Kitane Pyare man ke bandhan😉
Kitane Pyare man ke bandhan
Kitane Pyare man ke bandhan
Bandhe rahe harapal
Nanna sa yeh dil hai kohi behera na darr
Ha..................................
Kitane Pyare man ke bandhan
Kitane Pyare man ke bandhan
Bandhe rahe haradam
Nanna sa yeh dil hai kohi behera na darr
Ha..................................
Dekho nafarat ki aandhi mein,
Hila pyar ka kamal,
Dekhe saara yeh jahaan
Kaisa Sundar yeh pal
Itana pyar hai bahaar jaise
Ganga ka jal
Ha.................................