hume samjh nahi aata ki aakhir tushar n charu ke bich yeh kaisa rishta hai?
dono ne hi kisi aur se behad jyada pyar kiya.tushar toh khair aaj bhi kashish ko hi pyar karta hai.charu ko toh osne mazburi me apna rakkha hai.
par yeh charu????
ose kya ho gaya?sirf kashish se akshat ki sagai ki sunke osne akshat se apna rishta tor liya.ose yeh shaq tha ki ose kashish se pyar hai.par ab?
tushar oska pati hoke bhi kashish se behad pyar karta hai yeh caru janti hai.yahan tak ki dono ke bich nazayaz rishta bhi ban chuka.phir charu tushar ke saath kya kar rahi hai.
sabse bari baat , aakhir wo tushar se itna pyar kaise kar sakti hai jabki oska pahla pyar akshat hai aur ose aaj bhi bahut pyar karta hai.jabki tushar shuru se hi kashish ka tha,dono ki shaadi bhi hone wali thi.
aakhir yeh kaisa rishta hai?kyon charu koi sahi faisla nahi le pa rahi?
wat u say?????