K: Kyun ki…kyun ki I miss you, Shilpa
S: Karan, tum yahan kyun aye ho?
K: Mili na.
S: Acha? Tho phir?
K: Who Shilpa nahin hai.
K: Tum jaun sa rastha apnao gi, uski manzil mujh per khatam hogi, Shilpa. Aur yeh tum bhi jaanti ho.
K: Ek baar chali gayee. Ab nahin jaane dhoon ga…
dupatta
K: Aur tumhara dil?
K: Kya apni dhadkane mujhse judaa ker paogi? Kya apni har saans se mera ehsaas nikaal pao gi? Kya apni muskurahat se meri khushi nikaal paogi? Kya apne har ansoon se mera gham nikaal paogi tum, Shilpa?!
S: Karan, tum chale jao yahan se-koi aur tumhari raah dekh raha hoga…
K: Aur tumhari nazrein kya meri raah nahin dekhti? Iss barsaat mein tum yahan kya ker rahi ho phir? Mujhe yaad nahin ker rahi thi? Bolo, Shilpa, bolo!