1. "Apne aap ko police ke hawaale kar do. Police ne chaaron taraf sey tumhe gher liya hai, Apne hathiyaar phenk do"
2. "Kanoon ke haath bahut lambe hote hein" & "Rukjao! kanoon ko apne haath mein mat lo"
3. "Bhagwaan pe bharosa rakho. Sab thik ho jaiye ga"
4. The classic:
"main tumhaare bachche ki maan banne waali hoon."
5. Any of the main character in the movie will go to the temple and say:
"Bhagwan mainey tumse aaj tak kuch nahin maanga..."
6. The eternal reason for being the victim of anything that can happen to you in hindi films:
"Mai gareeb hoon na, isliye..."
7. Loverbirds to each other:
"Mai tumhare bina nahin jee sakti/sakta"
8. "Is ghar ke darwaaze, tumhare liye hamesha ke liye band hein"
9. "Chhor do mujhe, bhagwaan ke liye chhor do"
10. In the court room:
Judge announcing his decision in filmi court:
"Gawahon key bayanat aur saboton ko madde nazar rakhtey Taz-e-raat-e-hind, dafaa 302 ke tahat, muzrim ko sazaaye maut di jaati hai"
"Mulzim ko ba-izzat bari kiya jaata hai"
"Main is Geeta per haath rakhkar yeh saugandh leta/leti hoon ki jo bhi kahoonga/kahoongi sach kahoonga/kahoongi, aur sach ke siva kuch nahin kahoonga/kahoongi."