Sara tum nay bohat improve kiya - aur sub tarah kay ganay khoob ga rahi ho - jab khatarnak tumhare sath ho to koi khatra nahin - Baqi tumhare supporter sirf baat karte hain.
Yashita tum bhi bohat khoob ga rahi ho - muqabla sirf tumhara aur Sara ka hai - jo jeeta wohi sikandar.
Aur saab acha ga rahay hain - magar muqabla kantay ka Sara aur Yashita ka hai
Takht ki Zarrorat hai na taj ki
zaroorat hai bus janta kay pyar ki
faslay mitao Sara aur Yashita ko jitao
Shujjat aur Tarun ko dil mein Basao
Zaheer sufi singer hai
Aashiq Debo Mast hai - magar acha aadmi hai
aray dewano mujhe pehchano
kahan sey aaya mein hoon Kon
Khatroon sey jo khelay usay kahtay hain Khatarnak
Ji Haan Mein Hoon Khatarnak.