vese to sabse bada bhulakkad main hi hoon ... 🥱😉😆
par veer ne prove kar diya ki vo mujhse isme bhi char hath aage hai.......... 😆
veer ne already zara khan ko sapne me dekh liya tha, dharam ko marte hue... 😆
par jab zara samne aaya to buddhupana kar baitha.....😆😆
pahchan bhi nahi paya........😡😆😆
main to us insaan ka chehara kabhi nahi bhoolta jise maine apne bhai ko marte dekha ho.....😛..
mujhe laga tha ki vo gayega........"aap ko pehle bhi kahin dekha hai"
par 😳
chalo main hi ga deta hoon.....😉
aap ko pehle kahin dekha hai..........