episode starts
sherry came into minhaal rooms
minhaal to sherry:tum yahan kyun aaye ho
sherry;tumhein dekhnay ke liye
minhaal;dekhnay ya phir sifarish karnay
sherry:minhaal tum aik aurat zaroor ho ,lakin maan nahin banee,aik maan ke kya jazbaat hotay hain tum jaanti hi nahin
n sherry goes frm there,he takes his luggage n go frm there
in morning when everybody wakes up ,minhaal see that sherry is not there,then she goes to sherry room n see that sherry is not there
minhaal said to sarosh;sherry apnay kamray mein nahin hai
sarosh;kamray mein nahin hai,kya matlab
minhaal n sarosh see towards laibaa
sarosh;sherry kahan gaya hai laibaa ko zaroor bata kar gaya hoga
laibaa stays quiet
minhaal go towards laibaa n said;tumhaari wajah se mera bhaai ye ghar chorr kar gaya tum ne nikala hai mere bhai ko
laibaa said nothing n go frm there
minhaal called faraz n said that sherry had gone some where else
faraaz came to sarosh's home;sherry aajayega minhaal
nadya;laibaa kahan hai
saleena asked ;kyun tumhein laibaa se kya kaam hai
nadya;us ko tou zaroor bata kar gaya hoga ke woh kahan jaa raha hai,aur aashir ko raastay se hatanay ki bhi in donon ki hi planning hogi
saleena;nadya! achay gharon ki bahu betyaan doosron kay ghar mein aag nahin lagaati
sarosh said:sherry to yahan se jaan churra kar gaya hai,us nay socha hoga kay aik aur mussibat us kay galay parr jayegi
minhaal goes to laibaa room,laibaa ws sitting sadly;
minhaal:laibaa mein tumhaaray aagay haath jod ti hoon mujhay batao mera bhaai khan gaya hai
laibaa;mujhe nahin maaloom wo kahan gaya hai,waapis chala gaya hoga
minhaal:woh wahan nahin pohncha
laibaa :tou mujh se kya pooch rahee ho,ab tum yahan se jaati ho ya phir mein chali jaati hoon
laibaa ko halka sa chakar aagaya n she goes to hospital
where doctor said to saleena
;inhain khush rakha karain ye apna bilkul khayal nahin rakhtin
after cumming back to home
minhaal said to laiba;tum achi tarah jaanti ho kay sherry kahan gaya hai,aur waisay bhi sherry ke jaanay ke baad hi tumhaari tabiyat kharaab hogayi hai
sarosh:haan is ki tabiyat bhi usi ki wajah se kharaab hui hai
saleena to sarosh;sarosh mujhe afsos hai ke tum apni behen ke baaray mein aisa sochtay ho,tumhen maaloom hai ke doctor ne kaha hai kay isay khush rakhna hai
sarosh;khush!mera tou bas chalay mein isay is ghar se bahir nikaal doon
laibaa to sarosh;sarosh tum ye jo ilzaam mujh par laga rahay ho,aik din zaroor aayege jab tumhein mujh par saaray lagaaye huey ilzaam par dukh hoga,aur mujhay umeed hai kay woh waqt buhat jald aayega
lakin tab tak waqt tumhaarey haath nse nikal chuka hoga aur tumhein saari zindagi ka pachtaawa rahay gaa
episode ends