Rooth kar meri dunya se kahan jaoge
cheen sehra main bhee na aaya to kahan jaoge
jis roshni ki justujo main nikle the ghar se tum
us roshni ne daraya to kahan jaoge
dukhun ki dor main bais sukoon tha ik shakhs
aaj usi ne sataya to kahan jao ge
abad he jis se khwab o khayal ke ik dunya
aaj wo khuwab main na aaya to kahan jaaoge
un se adaawat hi sahi phir bhi janan
aaj apno ne bhulaya to kahan jaoge
ishq main khuda ko na bhool jana flower
haath khuda bhi na aya to kahan jaoge........