Meri ankhon ke taare hain
is ghar ke raj dulare hain
un se hai apni duniya
ye hanste hain tow khilti hain apne angan main kaliyan
Haan yeh hai apni parchayi...
haan yeh hai apni parchayi
rishton ki jyoti hai santaan
us ghar main pyar barasta hai, jis ghar main hoti hai...
jis ghar main hoti hai...Santaan