DiL mein aaj dard hu raha hai
uski yaado ka asar hu raha hai,
ShAaM ke dhalte dhalte
aaj phir dil udass hu raha hai,
AaNkHo mein nami hai
labo pe chupi,
subah se shaam aise
hi guzaar rahi hoon,
gumnaam rahoo mein
mein bhi gumnaam si chal rahi hoon,
aaj wo mujhe bewafa
keh ke muh mode jaa raha hai,
bas aaj bhi har raat ki tarah
chand aur tarein mera saath de rahe hai meri iss tanhaii mein,
unhi se baat kar rahi hoon
unhi se sawal jawab kar rahi hoon,
lakin inn sawalo ke jawab
shayd uss sanam ke paas bhi naa hu.......😕😕😕