Ab tak toh aapko pata chal hi gaya hoga ki maine yeh taapic kisi ko 'Janamdin Mubarakho' kehne ke liye khola hai. Toh ab main aapka zyada waqt nahi loongi (Vaise shayad yeh maine pehle bhi kaha tha, oh koi nahiš!)
Chalo, main zyada bakwaas nahi karungi, aur ab main seedha seedha bindu pe aati hoon. Yeh taapic maine apni pyaari si Priyaa vali Mummy ko unke janamdin par batana chahoongi ki vo mere liye kitni khaas hainš³ I love you Pri Mommy š¤! Wish you a great year ahead Momjiš³ Muaahhhhhh!
And yeah, as usual, love you bahut saaraš³š¤
