Prithvi ko hamesha sanyo ki wajah se maar khana parta hain. Yaad hai rajat ke time jab prithvi sanyo se milne gaya tha churiwala ke bhesh main vikram ki mahal jahan sanyo gayi thi vikram ki behen ki shaadi mein.Us waqt to jaichand aur jaimal milke prithvi ko maar raha tha.😡Aur uske baad anarkali ki tara deewar mein chunba bhi diya.😡This time also prithvi ko sanyo ki waja se JC se maar khani paari.