Tanya ne ashnoor ko kafi bakwas baate bol k blame ammu pe daal diya - Ammu yeh sab bata k gaya hai muje
Episode Discussion
Anupamaa 01 Sep 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Halala and Mutah - Crime against humanity?
Tanya ne ashnoor ko kafi bakwas baate bol k blame ammu pe daal diya - Ammu yeh sab bata k gaya hai muje
Ashnoor bol rahi hai -mera naam badal dena agar mere dad ne body shaming use karne ke liye bola ho toh.
Zennie ne toh kab ka badal liya ashnoor ka naam --Noorie
Originally posted by: Chingaari
00:15 toh ho gaye
Jaldi nikal lo. Warna bhoot aajayega. Tumhe khaa jayega.
Tanya shouldn't have dragged familiesOriginally posted by: TrickyMind
Tanya ne ashnoor ko kafi bakwas baate bol k blame ammu pe daal diya - Ammu yeh sab bata k gaya hai muje

Tum logon se bada bhi kpi bhoot hoga kya 
Ekta ka ek app already launched hain na 18+ wala
Bas yaar, thoda busy tha isliye last mein aaya hoon.
Aap dekh rahe ho ye season?
Originally posted by: anonymouse1
Malti ko kabhi kuchh nahi bola Sallu ne, free hand diya hai, jo marzi karo.
Cricket quota se aayi hai 
Tania paired opposite Amal by Ekta