Haan! Aur Jhanak uske sath rahegi! Ani, beta pehle divorce do uske baad ye sab bolna...Jhanak will CA you for this!
Makers ne clear kar diya kuch nahin hone wala.ani ne aaj ke episode main keh diya ager bacha zinda hota main itna bada step nahin uthata.jab keh diya runak nahin Milne Wale yeh lollipop scene kyon de rahe . manna hoga kya courage ki pehle keh diya wo nahin Milne Wale. We know very well that much nahin hone wala
1.4k