Saal khatan hone ki hai.
New generation ko bhi sawa saal ho jayega jald hi..
Akshara ki bhool gaye hai kafi..
Jinhe yaad hai woh bas isliye ki akshnav vs abhira..and Arohi death.
But ek chiz constant hai,koi bhi Abhimayu ko nahi bhoola hai abhi tak
Abhinav ka jimar toh karte hi h sab like Abhira,Abhir and Manish,Swarna toh sabko yaad hai hi.
But Irony dekho Jis Person ki is generation mein 5 minute ka bhi naration nahi diya gaya fir bhi,sabko woh yaad hai.
Ise kehte hai death ho gayi,koi naa,marke bhi ham yaad tumko aayenge.
Itihaas gawah hoga,jab bhi loyalty ki baat aayegi toh Doctor Abhimanyu Birla ka naam us list mein sabse top par hoga,same like Naira from Generation 2 and Naitik and Akshara from Gen. 1.
Khusi ka din hai,maine abhi dekha duniya ka sabse aage ke time zone wale desh mein 4:15 pm ho gaye the,mean new year kuch hi ghadi dur hai..
But mein is khusi ki ghadi mein kuch fictional character ko bhi yaad karna chahta tha,And this year I give priority to Abhimayu over Gen. 2 character or gen. 1..Dil sd di,kisi ko nicha nahi dikhana tha,but dim se Abhimanyu bahut yaad aata hai.
I watched every interview of Harshad with sbs,sbb he gave after exit from rishta..
I am waiting for our Abhimanyu's comeback.
Aap jante ho ki mein kis kis character ko pyar karta hoon,so yaad toh woh sabhi hi aate hai,but yeh thread sirf Doctor Abhimanyu Birla ke liye hi hai..
Kya dedicated life thi uski yaar,mujhe persnally uska doctor wala profession kafi acha laga ki jab bhi mein lawyee wala profession is generation mein dekhta hoon,toh ise downfall hi samjhta hoon,Bcoz wahan kya hospital ka mah banaya tha harsh,Mahima or Abhimanyu rohan ne..
And Jab Manish aata tha Birla hospital toh...
Just wow..
So,yeah enjoy you new year,I am enjoying Celebrating with Doctor Abhimanyu Birla,who think from his heart..
Ek yeh baat mujhe hamesha khatakti hai,kesw abhimanyu private hospital hone kd bawjood free mein kafu surgery or treatment kiya karta tha and kabhi bhi usmd apni fees ki baat nahi ki..
Dusri side jab armaan introduced hua tabhi uske character ke baare mein bacha chadhakar baate ki logo ne or bola ek seating ka 1.5 lakh rupees leta hai,and kya speciak lawyer hai,but in reality he is a fuddu lawyer,10,000 mein bhi hire naa kare ise koi,I mean he is not that dedicated to his work jaisa use dikhaya gaya tha.
So yeah guys again,sorru dimag waha chala jata hai,Aap agar aaj koi reel,edit dekho, Abhimanyu ki toh yaha post kar sakte ho.
Dr. Abhimanyu Birla Own Generation 3

81