arrey zeyan said na ki sahiba will trap salar in promo ... toh sitara shak nahi karegi
Itni girri hui harkat sahuba ki ...aur zyada dar is baat ka hai agr Salar ne sch mein Sitara ki aankhon mein be yakeeni dekhi to 😭😭😭 agr sitara ne galt hi smjha to.
Uske father tk ko to uski mohabbat nazar nhi aati. Usko smjha rhe insan hai, wapis jane do ...jese wo koi evil beast ho aur zulm kr rha hi
