Originally posted by: aimmyangle
Hahhahahahha hn wo actually yeh bedsheet dhi skta hai.. khandan ki gadi ka janasheen mb ka shair beta kamray mn bheega bila bn hara hai 🤣🤣🤣🤣🤣
Ab kyun bedsheet change karna...meerub toh nahi haii 🤣 kaand ke baad thank god kissi ne bedsheet change toh kiya 😆