Originally posted by: Krinya
Kisne bola ke bolna ya tokna is the problem? If somebody's nature is to continue doing blunders , uske saath kya karna chahiye uske pati ko? Divorce deke aadhi raat ko ghar se nikal dena when she miscarried a few hours ago?
Parents also tend to overprotect their children so that they don't do mistakes but at one point they have to let go so that the child learns from them ..akshara wasn't someone who abhimanyu could babysit , if he was babysitting he failed to do so , he left her alone..if she was capable of doing blunders she shouldn't be pregnant, shouldn't be left alone , basically locked up in a cage only .
First of all Akshara’s age can’t be compared with children. Akshara agar child category mai aati hoti toh overprotective parents and children ka example muje suitable lagta.
As I said, jab kisi bhi shaddi mai ek partner ko wrong time par wrong task karne ki urge hoti rehti ho tab blunders hote rehte hai that’s why dusre partner ko alert rehna he padta hai.
Agar apne partner ki tendency ko samaj kar koi bar bar careful rehne ke liye alert karta rahe toh usko babysit karna nahi bolte hai.
Alert rehne mai, alert karne mai and babysit karne mai bahot fark hai.
Akshara ne apni tendency ko hamesha sabse uper rakkha. Yaha tak ki apne ek baby ki life ke bhi uper apni tendency ko rakkha. Akshara ke liye apni core tendency sabse zyada important thi isiliye apne baby ki life ke liye bhi kuch sensitive months ke liye apni tendency ko chodne ko taiyar nahi thi.
Aisi tendency ka kya karna jo aapko, aap ke unborn bacche ko , aap ke pati ko, aap ki shaddi ko, aap ke rishte ko khoon ke aasu rula jaye!
Abhimanyu hamesha uski isi tendency se darta rehta tha kyunki usko pata tha ki uske life partner ke liye sabse uper khud ki tendency hai that’s why he was quite alert.
Jis din uske partner ki uss tendency ki Jeet hui uss din unka rishta , unka shaddi, unka baccha and woh dono khoon ke aasu roye, tab ja kar usne divorce manga kyunki pyar toh tha lekin woh samaj gaya tha ki uske partner ke liye baccha,shaddi,pyar sab se uper hamesha apni tendency rahegi jiska koi kuch nahi kar sakta.
Abhimanyu ne divorce zarur manga tha lekin ghar se aadhi raat ko nahi nikala tha.
Abhimanyu ki divorce ki timing wrong and insensitive thi lekin iska matlab yeh nahi hai ki Akshara sahi thi ya abhimanyu ka divorce mangne ka reason galat tha.
Again this is what I feel. Akshara character ke liye apni tendency sabse uper hai and apni tendency ke liye woh apna baccha tak daav par laga sakti hai aur mere liye mera baccha, Meri shaddi he sabse uper hai that’s why I can’t like or connect with Akshara.
15