Mujhey to ye samjah nahi aa raha ki sahiba k dreams ka kya hua??kya vo bhool gayi uske kuch sapne they artist banney k..
Kaash kuch changes laatey lekin is ganja Ph k changes sirf EMA waaley hotey h🤔
ussey hatkar koi or soch nahi h inki jaise ek ladki college jaakr apne dum par aagey badhey apne sapno ko pura karey ye to inko aata hi nahi h 😡..
Kaash Garry k sach k baad ye sahiba ko uska dream pura kartey dikhatey college jaatey dikahtey but no inko yaad hi nahi h ki viewers ko kya dikhaya tha promo mein karna h kuch kaam banana h apna naam 😆..
Kya hua bhool gaye..ye GC k writer ne achey se story nahi likhi bohot sarey gadbad h iski story mein
Khori ka jewellery design wala sach 300 epi k baad aata h tab tak kya kya dikhaya writer ne riddhi ka intezar tha jab talent pehchaan lega to college mein admission or jewellery designer bana dega
No ye nahi hona chahiye tha khori k talent ko riddhi ki zarurat nahi thi
Usko to shadi k baad apne sapno ko pura kartey dikhana chahiye tha naaki 300 epi tak wait karna chahiye tha riddhi k pehchane ka
No kitna acha hota agar TMD k writers kuch changes laatey or sahiba ko apne sapno k liye fight karta dikahtey to vo apne dam par college jaati apne bohot badey artist banney k sapne ko pura karti naam kamati
But no copy paste karna h vo bhi snail speed se