Pati Patni Aur Takraar - a ViDev FF Last part updated pg 20 - Page 6

Created

Last reply

Replies

154

Views

14581

Users

22

Likes

217

Frequent Posters

Srj9 thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago
#51

Part 6 :

The next day, Dev stays back at home saying he has to visit a friend. Vidhi and Priya go to drop off Simmi to the school, Abhi leaves for the office and Satya and Chitra are busy in their rooms. Dev is on phone giving instructions to someone and is not mindful of Amba coming across the room and bumps into her.

Amba : Ouch

Dev : Sorry..  maine notice nahin kiya tumhe

Amba : Hmm.. woh to tum hamesha hi nahin karte ho.. bas main hi tumhare peeche pagal hoon

Dev : Amba.. please chodo yeh baatein.. humne decide kiya na holi wale din purane baaton ko bhul jaayenge

Amba : Haan.. sorry Dev..accha yeh tum aajkal itna pareshaan kyun ho 

Dev : Pareshaan..  nahin to main theek hoon

Amba : Tumhare aankhein to kucch aur hi kehrahe hain... naye naye shaadi ke baad to log glow karte hain par tum to stressed lag raheho.. 

Dev : Nahin woh theek hoon, khush hoon

Amba : Accha hai agar tum khush ho to

Dev : Tum office nahin gayi ho

Amba : Aaj Chitra ka check up karaana hai. To main ruk gayi shayad Satyavathi ji ko help ki zaroorat ho to

Dev : Oh.. yaad nahin tha mujhe.. thank you

Amba : Biwi aagayi hai to behen ko bhool jaooge kya

Dev : Nahin..aisa..

Amba : Relax Dev.. bas joke kiya hai maine

Dev : Main bhi chalta tum logon ke saath par thoda urgent kaam aagaya hain

Amba : Koi baat nahin Dev... isiliye to hum auratein hain na ...ghar ke kaam ko sambhalne ke liye.. tum log office jaaoge aur wahan ke stress se pareshaan hoge. Aur jab ghar lautoge to ghar ke aurat ka yehi farz hota hai ki apne pati aur uska parivaar ka khayaal rakhe.. 

Dev : Haan woh mere maa papa ke soch bhi aisa hi hai par...

Amba : Tumhare maa papa ka soch bilkul sahi hai.. tabhi to main bhi apna poora property tumhare naam karne ke liye tayaar thi.. ab ek aurat ko apne pati ki khushi se zyaada kya chahiye

Dev : Hmm.. sahi kahaa tumne

Just then Dev's phone rings and it is Vidhi. 

Dev : Haan Vidhi bolo

Vidhi : Dev ji humne Simmi ko drop kardiya.. Priya bhabhi shopping ke liye jaarahi hai aur main supermarket..ghar par koi kaam hai kya

Dev : Kya.. tum ghar jaarahi ho

Vidhi : Ghar.. ghar nahin supermarket

Dev : Lekin yahan kucch kaam hoga na

Vidhi : Kaam hai to main aajaungi

Dev : Theek hain.. agar zaroori hain na.. to jaaon tum

Vidhi : Zaroori nahin hain main aati hoon

Dev : Nahin..ok 

Dev abrubtly cuts off the phone and sends her a message saying her to wait there and he will call and explain later.

Amba : Kya hua... phirse Vidhi apna maayke chali gayi kya

Dev : Nahin woh aise hi use kaam hai wahan

Amba : Dev.. Vidhi ko samajhna chahiye na ki ab to uski shaadi ho gayi hai.. usse yahan ke zimmadariyaan sambhalna chahiye

Dev : Nahin woh manage karrahi hai

Amba : Dekha maine tum isliye itna stressed ho na

Dev remains silent and Amba continues her rant

Amba : Woh choti hain na use abhi itne saari responsibilities handle karna nahin aata hai. Ab pyaar aur attraction to theek hai lekin compatibility ki bhi to baat haina 

Dev : Theek hain Amba main jaata hoon.. tumhe kuch chahiye to bata dena

Amba : Bye Dev ( blushing that she could plant things against Vidhi in his mind and Dev actually heard through her ranting )

Dev goes away from there to his room and calls back Vidhi 

Vidhi : Kabse wait kar rahi hoon aapke call ka.. to main baahar jaoon ya nahin

Dev :  Baahar zaroor jaana.. lekin akele nahin..main aaraha hoon

Vidhi : Kya aap bhi Supermarket aaoge mere saath

Dev : Arre supermarket nahin .. baahar ghoomne jaayenge.. saath mein kucch aur bhi kaam hai

Vidhi : Accha aisaa... main yahan school ke paas hi hoon

Dev : Wahin ruko main aakar batata hoon

Dev gets ready in white t-shirt and blue jeans.. all set for his many plans today with Vidhi. He gets into the car and drives away to school and stops the car in front of her. As she slides into the front seat beside him, he hands her the bouquet of roses, he brought for her on the way. She is pleasantly surprised and kisses him on the cheek. 

Dev : Arre waah abhi date shuru hua hi nahin, abhi mujhe gift milgaya

Vidhi : Date?

Dev : Haan surprise date

Vidhi : Wow.. thank you Devji.. mujhe bahut accha laga yeh surprise

Dev : Abhi dekha hi kahaho mere surprise ko

Vidhi : Issliye aap phone par itna ghomaphirakar baat karrahe the

Dev : Nahin woh to main Amba ke saath tha

Vidhi : Kya  ( she literally screams into his ears )

Dev : Arre arre relax yaar.. aisa waisa kucch nahin hua hai

Vidhi : Main aisa waisa kucch nahin soch rahi hoon..hmpf.. kya baatein karrahe te aap donon

Dev is in a masti mood and he wants to tease Vidhi 

Dev : Woh bataa rahin thi ki hum donon kitna compatible hain....agar woh meri wife bangayi hoti to mujhe kitna pyaar karti.. mujhe roz kisses deti, hug karti aur bhi kucch kucch... bas itnahi ha.. humne isse zyaada personal baatein nahin kiya hai

Vidhi opens her mouth wide in shock, becomes grumpy and hits him with the bouquet. He holds her hand and laughs out loud. He stops the car for a while to talk.

Dev : Ha ha aisa kucch nahin hua hai.. main bas mazaak karraha hoon

Vidhi : Yeh kaisa mazaak hai.. hmpf

Dev : Accha wala mazaak... dekho to tumne apna saara inhibitions chodkar mujh par haq jataaya

Dev shows her the petals that have fallen on him from her attack before. She gets shy and Dev pulls her closer to himself. She hides her face in his chest and sheepishly asks him as to what did they both actually talk about.

Dev : Bas tumhare buraayi.. haha.. seriously Amba ko actually lag raha hai ki humare beech compatibility issues hain aur tumhe adjustment mein problem ho rahi hain.. choddo abhi humara special day hain.. bas tum relax karo aur music suno.. main ek shaandaar jagah par lejaunga

 Vidhi gets all excited and sits back. Dev puts on a mix of romantic , melody and peppy tracks. The drive goes on for a while. He stops in between when they find a coconut vendor. Both of them get down and Dev buys one coconut, they both sit under the shade of a tree and share the coconut water. They talk about many things in general, share some laughs , eyelocks and click pictures. They get back to the car and Dev continues to drive till they are some where in the outside of the city and finally stops at a place. Vidhi gets down and is in shock looking over the  place in front of her that Dev has brought her for their date. 

Vidhi : Yeh kahaan lekeaaye hain aap

Dev : Yeh date ke liye perfect place hain... yahan par hume koi disturb nahin karega..aur hum kucch bhi kar sakte hain ( winks )

Vidhi : ( looking around anxiously ) Hum yahan kucch nahi karenge

Dev : ( grinning ) Tumhe kucch karne ki zaroorat nahin hai.. sab kucch main karunga tum bas thoda co-operate karo 

Vidhi : Aap yeh pehle smile karna band kijiye.. date bolke leke aateho aur yahan par.. main to kucch aur hi expect karrahi thi ( pouts cutely )

Dev : Arre keh to raha hoon na tumhare saare expectations poora karunga andar chaloto sahi

Vidhi : Mujhe nahin jaana hai andar, pata nahin wahan kya hai... aur yeh jagah hai kya.. 

Dev : Ha ha ha... ok ok batata hoon..  yeh Amba ka naya factory hain jiske naam par woh hamare shares khareed rahi hai

Vidhi : Kya.. aap..kaise..kab.. aapko kaise pata hai.. aur shares kyaa..

Dev : Shh shh.. relax.. samjhata hoon.. kucch din pehle Divya aayithi mere paas hamare company ke updated share holders ke list ko lekar.. usme ye company ke naam par bulk shares khareda jaa raha tha.. maine search karne ki koshish kiya tha..lekin iss company ke koi bhi details nahin mila... phir maine Yogesh ko list banane ke liye kaha aur usne ye baat Amba ko bataya 

[ Flash back :

Yogesh : woh list ko manipulate karke doonga.. par tumhe bhi ek kaam karna hoga.. hamare factory mein jaake company ke related important documents leke aana hoga.. main abhi office main hoon aur Dev ke saath meeting hai to main nahi jaa sakta ]

Vidhi : Lekin yeh jagah kaise pata chala

Dev : Ab hamari dushman hamare paas rehti hai to kucch to faayda uthana chahiye na

Vidhi : Aap aaj itne jilebi kyun banarahe ho..  meri to samajhte samajthe chillampot machegi

Dev : Ha ha samjhata hoon..  maine jis din Divya yeh sab batayi thi ussi raat ko Amba ke car ke neeche ek GPS tracker lagadiya tha... bas.. jaise hi Yogesh ka call aaya woh immediately yahin jagah par aa pahunchi

Vidhi : Smart aa.. ek dum bhannaat wala idea hai

Dev mock raises his collar

Vidhi : Lekin mujhe yahaan kyun lekar aayeho aap.. woh bhi date ke naam par

Dev : Yeh surprise adventurous date hai ( laughs aloud seeing Vidhi's expression ) .. ok ok..  mujhe tumhara saath chahiye.. yahaan par agar kucch bhi miljaaye jisse hum company ko bacha sake to..  waise bhi hum donon ke team to kaafi strong hai.. hum kidnappers se lade to yeh kya cheez hai

Vidhi : Andar gunde honge to

Dev : Nahin honge

Vidhi : Phew.. phir theek hai.. par aap ko kaise pataa

Dev : Tukka maar raha hoon.. chalo

Vidhi : Huh.. kya

Dev : Fight karunga aur kyaa..isi liye jeans pehan kar aaya hoon

Vidhi : Kya Devji aap serious situation mein bhi  mazaak kar rahe ho

Dev : Vidhi jab tum sirf ek employee thi tabhi maine bachaya.. ab to tum meri biwi ho ab to jaan lagaadoonga tumhe bachaane keliye

Vidhi shuts his mouth with her palm and has tears in her eyes. He slowly removes her palm and kisses it reassuringly

Dev : Kucch nahin hoga.. chalo

They enter the small factory that looked to be unused since forever with walls covered with cobwebs and papers lying around, through the back door. They slowly made their way in, both of them split up and go in different directions and look around if they could get any leads. There was one room into which Dev enters, he thinks may be the room is utilised as a godown with empty cartons. This leads to another room with broken tables and some chairs lying around haphazardly with one cupboard, which had some old files. 

Vidhi : Devji.. yahan aayiyena

Dev goes following Vidhi's voice.

Dev : Kya hua Vidhi, kucch mila kya

The other room had one table with a single computer on it which was connected to the plug point. Dev tried to on it, but it was secured by a password. Both of them looked disappointed. They hear some car driving in the compound of the factory. Dev quickly shuts down the system and both make a quick exit from the back door. They get into the car and drive on a little further.

Vidhi : Phew yeh to hogaya... lekin hum aage kyun jaarahe hain

Dev : Maine tumhe date promise kiya na..  romatic wala.. to apna promise kaise break kar sakta hoon

Vidhi : Sacch me.. ab hum kahan jayenge 

Dev : Surprise

Vidhi looks skeptical. Dev stretches out his hand to take hers in his and assures her about their next outing.
















Srj9 thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago
#52

Updated the part 6, please read and drop in your views, thank you😊

DixciB thumbnail
Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 1 years ago
#53

Awesome.. Loved it.. I so wish they show it like this in the show...A little more confident Dev and outgoing Vidhi and have such cool talks :) 

Monkish thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 3
Posted: 1 years ago
#54

You have absolutely caught the essence of Dev and Vidhi and are taking them in the direction they should be heading. When the story took a turn for a date, I was completely excited as makers are there for disappointment. But nevertheless I am happy at least they took the step in the show. 

Chakor07 thumbnail
Visit Streak 30 0 Thumbnail Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 1 years ago
#55

Yeahi!! Thank you for the earlier update🤗

Absolutely loving this story now.. progressing so smoothly

🤩  

sahi jaa rahe ho Dev babu.. so smooth.. kaam ka kaam aur date ki date🤭 

sns23 thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 1 years ago
#56

Loved it! Thank you for the tag/update.

You’ve captured the essence of Dev/Vidhi so beautifully. Loving how the story is progressing ❤️

Srj9 thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago
#57

Thank you so much for the feedback😊❤️🥰

Srj9 thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago
#58

Thank you so much🤗🤗 glad that you liked it🥰🥰 coming to the show, loved that they gave an elaborate date but the SR felt rushed😬😬

Srj9 thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago
#59

Thank you so much🤗❤️🥰 Dev babu ko personal aur professional life balance karna aata hai🤣🤣🤣

Srj9 thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail + 2
Posted: 1 years ago
#60

Thank you so much for the feedback🥰❤️🤗