Originally posted by: surabhi01
Can u tell anupama ne kya peace of mind disturb Kiya Hao
Jahan tuk main Jo serial usme logon ne anupama ka peace of mind disturb Kiya hai
Kabhi anupama ko phone karte rehte hai ki dawai nahi mil rahi
Agar kinjal ko doctor le to kimjal ko sirf anupama ke saath hi jaana hai
Baa aake raat ko nautanki karti hai please anupama Ghar chalo
Kavya aake anupama ko darwaja knock karti hai ki main Dulhan main kaisi lag rahi hai
Aur jabardast anupama ko bulati hsi yahan aa jaao nahi to sub ko ja bhej doongi
Shaadi hui nahi anuj bus Har time choti choti choti karte rehye hain
Phir bhi anupama ne jahan to ho saka inki madad karne koshish ki inki.laah batamejee ki baad bhi
But yrh log ehsaan faromoshi se chuke nahi
Ab chalo chalo Acha hai ki.anupama ab in ehsaan faromah dhokebaaj logon se door reh kar sukhi chain ki zindagi jayegi
Hoping against hope anupama should never return to ehsaan farampsh people
.i
If anupama really go to mount Abu I will give party
15