Originally posted by: MistyDawn
Suna Inka JV was a homage to mandali? 😆
Dimag itna hai nahi ki samjhe Aisa inke sath kyu hua? Usi me khush ho raha hoga gannu ji udhav ji sajjo ji Nimmo ki Bhau ji Shivarao Thakre.
🤣
Cookie bola iska wala skip kar do. Sirf Archu ka dekho 😆
Isko pata hi nahi hai iska kitna solid wala kata hai 🤣



