look at them....pyaar mein poore pagal hogaye hai teeno😆
Pyaar hamein kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye, haye koi to bataye, kya hoga
Ke dil kare haye, haye koi to bataye, kya hoga
Battiyan bujhaa do.... are batti to bujha do yaar.
Battiyan bujhane se bhi neend nahin aaegi
Battiyan bujhane vaali jaane kab aaegi
Shor na machao varana bhabhi jaag jaaegi
Pyaar Tumhein kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye, haye koi to bataye, kya hoga
Ke dil kare haye, haye koi to bataye, kya hoga
Ke dil kare haye, koi to bataye, kya hoga
Ke dil kare haye, haye koi to bataye, kya hoga
Aakhir kya hai aisi bhi majaboori
Mil gaye dil phir bhi kyon hai ye doori
Are, dam hai to unase chheen ke le aayenge
Di na ghar vaalon ne agar manzoori
Di na ghar vaalon ne agar manzoori
Pyaar hamein kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye, haye koi to bataye, kya hoga ....