Originally posted by: RockingSunny
Meri aunty dayan nahi hai wo bahut bholi bhali hai😭
Aur kunwari bhi❤️
🏏IPL 2026: CSK vs LSG, 59th Match, Lucknow on 15/05/2026🏏
🏏IPL 2026: GT vs KKR, 60th Match, Kolkata on 16/05/2026🏏
Episode dtd 15.5
Why has kareena stayed away from International limelight?
What do you think guys?
Anupamaa 14 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Pati Patni Aur Woh Do has dull start
Abhishek Bachchan New Look
Anupamaa 16 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Official Teaser - Welcome To The Jungle
Originally posted by: RockingSunny
Meri aunty dayan nahi hai wo bahut bholi bhali hai😭
Aur kunwari bhi❤️
Yes aapke andar BOT sare logo ka dil jitkar trophy pane ka jazba hai🥳
Nahi usne meri aunty par atyachar kiya hai😡
Originally posted by: RockingSunny
Yes aapke andar BOT sare logo ka dil jitkar trophy pane ka jazba hai🥳
Haan jaise mejne tumhara dil jeeta hai...bilkul waise hi..😆
Originally posted by: RockingSunny
Nahi usne meri aunty par atyachar kiya hai😡
Tum confuse hi rahe ho...😆
Confusion ki baat nai hai dayan ne meru bechari bholi bhali aunty ko BOT tang kiya hai
11 pages ka topic wo bhi adhe pages abba dabba jabba mein nikal gaye🤣. Ab bhagta hu warna warning level mil jayega😆
Originally posted by: RockingSunny
Mado ji zara aap bhi madad kariye iss thread ko blockbuster banane mein😆
KD ke thread subject se hi fundamental disconnect hai mujhe!!
Sab jelus hai Ankit ke azaadi se……. Dekha nahi IV mein kitna chapad chapad kar raha hai
Rehne do usko shaanti mein bahar…….wapis ayega to iss baar Tawa Pulao ke jagah Kheema paratha na bana de uska
Originally posted by: RockingSunny
Confusion ki baat nai hai dayan ne meru bechari bholi bhali aunty ko BOT tang kiya hai
Agar tumhe aunty se itna pyaar hai toh woh gaaliya kyu de rahi hai tumhe?😆
Zyada mat bolo warna aunty (abusive mid) ki bp phir se high ho jayegi. 4th page se dekhna shuru karo samajh ayega😆Originally posted by: MadOwhat
KD ke thread subject se hi fundamental disconnect hai mujhe!!
Sab jelus hai Ankit ke azaadi se……. Dekha nahi IV mein kitna chapad chapad kar raha haiRehne do usko shaanti mein bahar…….wapis ayega to iss baar Tawa Pulao ke jagah Kheema paratha na bana de uska