Originally posted by: NatkhatPyare
Haan khulle aam announce kar do ki velli ho abhi 🤦🏻♂️
Sun lo gaon walon is velli ko 2-4 gaane de do taaki uska Vella pan khatam ho jaaye
Aye nahi! 😆 Mera bhi gala kharab hai.. fan ki bajeh se..
Arey tum sab zameen pe chalne wale fans nahi 😳 Ceiling Fan ki bajeh se.. so abhi koi gaane mat dena haan. 🤗




0