Originally posted by: Guddu.Pandit
Itna dhyaan toh main ladki pataane mein hi karta hoon, itni setting gaana gaane mein kahan se hogi bey aur woh bhi itni details ke saath dhyaan rakh ke 😆
Ab tum sab itna keh rahe ho toh phirse try kar lete hai janaab....... wahan se hi dagad dagad macha denge..... dhudum karke 🥳
Lagta nahi ki itna dhyan ladki patane me deta hai... Warna ab tak kam se kam 4-5 gf to ho hi gayi hoti. 😳
Khair kya pata offline ho bhi 🤔

0