After anupama taunts anuj next day she goes to shah house saying she will go to college
Vanraj and anupama smile as she enters shah house next day
Anupama and vanraj hug than do hi fi
Anu: Mene bola tha ne anuj kapadia manjayenge (i told you anuj will accept) kya badiya natak kiya hai apne aur bapuji ne (what great acting you and bapuji did)
Vanraj: Tumhne bhi toh badiya natak kiya har baar ki tarah usko fasane ke liye. Main toh daar hi gaya tha anupama (You also did excellent acting)
Anupama: Aaap kyun fiqar karthe hain jab tak sweetudi ki maa hain humari sweetudi rani ki tarah rahegi kapadia house main (Why do you worry, till pahi mom there she will live like queen in kapadia mansion)
Hasmukh: Kuch jyada lafda toh nahi hua kapadia house main anupama
Anu: Woh barkha nai hkuch natak kiya par anuj aur ankush ne sambhal liya
Baa comes: Chalo humari sweetudi millionaire kapadia ke ghar main paunch gayi
Vanraj: Baa uss bewakoof kapadia ke ghar kaho
Baa and vanraj laugh mockingly
Anu: Aise hi na tode hi maine yeh sasural apna mayka kiya hua hai, abhi dekhi ye aap log main samar ko sara se shaadi karake kapadia ghar ka jamai banaungi, toshu phir bapuji baa phir aap ko sab ko kapdaia house main seddle kar dungi ( why else do you think i made shahs my mayka now sweetuudi has gone next samar i will make him ghar jamai of kapadiayyas by marrying sara to him, than bapuji baa all can shift there)
Vanraj: Woh settle hota ha anupama
Anu: wohi wohi seddle, mera maqsa anuj kapadia ko shaadi karne ka abhi laabh de raha hai. Mai toh daar gayi thi jab inhone mujhe aspatal main anuj se pyar karne ko kaha tha. Phir mujhe inhone samjhaya ki isme mere gharwalon ka bacchon ka fayda hai. Jo insaan 26 years mere liye shaadi nahi kiya usko main shaadi karke kaise bhi naccha sakthi hun mere parivaar ke fayde ke liye. Waise baaa aapko diwali ke karchon ke liye paise lagega liiye 10 lakh layi hun
Baa: Dus lakh
Anu: Haan sab ko acche kapde apne liye kavya ke liye gehen lij jiye ga
Anuj calling desperately
Anu: Shhh hello kapadiyaji kya haain main college main busy hoon
Anuj: Pakhi aur barkha jagad rahe hain
Anu: Toh aap sambhal lo apne hi unhe ghar pe kayal rakhnwe ke liye le gaye main nahi (giggles covering phone) main busy hoon class main bye love you(looks at vanraj)
Anu: Baa main dopahar ka khana aur ek meeta banaungi aaj sweertudi ki shaadi ki kushi main. Kapadiya ghar main kushi nahi dikha paungi (i will cook lunch and sweets for pakhi wedding now lets celebrate)
Baa: Haan tumhara woh uloo pati kahin samaj na jaye ye hum shahs ka plan tha uski daulta par kabza karne ka
Anu: Jab inhone malvika pe dore dale toh main daar hi gayi thi(stares in tears and anger at vanraj)
Anu goes away to back yard
Vanraj follows her
Anupama crying in kitchen
Vanraj: Woh toh acting tha anupama, mera sachha pyar toh humesha se tum hi hoooo
Anu: Main janthi hun mr. shah
Vanraj: Phir ro kyun rahi ho
Anu: Pyas kat rahi hun
Vanraj: Ohh maine soccha mere dokke ki wajah se ro rahi ho. Abhi pakhi settle ho gaiy, samar ka kuch karo
Anu: Sara videsh gayi thi parson aa rahi hain. Aap kyun samajthe hain maine use apni dance class main madat ke liye rakha hai kynki samar ke nazdeek aa sake. Isilye toh main samar ko usko bike pe chodne ko kaha hai raat ko
Vanraj: Kaash toshu ka bhi kuch hota
Anu: Samar ke baad main toshu ko bhi gussa ungi kapadia empire main kaam ke bahane do not worry mr. Shah
Vanraj: Kya badiya bewakoof kiya hain humne milke anuj kapdiya koo. Bas woh malvika ko kabhi wapas mat bhjna bhagwan warna yeh anuj kapadiya jaag saktha hain
Anu: Fiqar mat kijiye, maine uske ex pati ko uske peeche laga rakha hai usa main.
Vanraj: Kitni smart hai meri anu
Anu: Kabardar vvanraj shah meri anu srf anuj bol saktha hai mujhe
Vanraj and anu laugh
0