Originally posted by: Shwetha02
Nathu ji ,Mein Diwali ke din koi tantar mantar nahi karthi, bas nazar utar sakthi hoon😆
Aur ek baat..Budi Amma hoon, Dadi Amma nahi hoon
Finally khoon khaula tera 😆 mai bhi hairat me tha ki kab khoon khaulega tera 😆🤷🏼
Chalo ab gussa thooko aur thandi thandi Rasmalai Khao 😋😋
3