Good morning all🤗
Haal kaisa hai janaab kaa
Kya khayaal hai aap kaa
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 12th Sept 2026 WKV
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread- 13th Sept 2026 WKV
🏏1st T20I, Afghanistan vs India in 2026: Arun Jaitley Stadium, Delh🏏
Preity vs Kareena next week ..Which film is your first choice?
🏏Women's Asia Cup 2026: Final: Sri Lanka W vs India W on 13/09/26🏏
Muntik FF: Aitraz
KN Sirav Sidmaira Pranak FF: Yaadein
Good morning all🤗
Haal kaisa hai janaab kaa
Kya khayaal hai aap kaa
suni maine..😈
But aapne unke haath ka bani chize kha lio akele akele...😔
I donot believe in 'sharing is caring' quote at all🤣🤣
Originally posted by: ReenVora
Jo tu bole.... Cake toh tune taste ki hai ..
Besan laddoo hai ab bhi mere paas... Bol khaaegi??
Is that even a question??😒
haa sab unhe hii khilaiye aap...😡😔
Humse to koi pyaar hii nahi karta..😭😭
Ro kyu rahi. Hai ?...and tere pet mei kyu dukhta hai agar woh mujhe khilaaye toh..huh??😆
Aap kataar mei hai..kripayaa shanti banaay rakkhe!!!🤣
Aur kaisa chal raha hai sabka ⭐️
Aur kaisa chal raha hai sabka ⭐️
Sab badhiyaa chal Raha hai ..
Aur ek baat bataa Delhi Wale ek din b Milne Wale the Naa?
Toh phir kya hua??? Nahi mile tum log??
good afternoon di..🤗Originally posted by: PutijaChalhov
Good morning all🤗
Haal kaisa hai janaab kaa
Kya khayaal hai aap kaa
Haal chaal sab thik hai..😁
Khayal to kuch aisa hai gaalib ki bas baarish ho aur pakode mil jaaye..😆
thik hai... Hum bhi chinne mai believe karte hai fir..😈😎
haa to dukhega hii na.. Sab acchi acchi chize aap khaye...cake bhi laddo bhi..hume kuch na mile..🤔Originally posted by: ShikhaHans
Ro kyu rahi. Hai ?...and tere pet mei kyu dukhta hai agar woh mujhe khilaaye toh..huh??😆
Aap kataar mei hai..kripayaa shanti banaay rakkhe!!!🤣
Humne katar ko hii tod dena hai... Dhakka mukki karke..😈😎🤣
aa gaye aap..🤗