Originally posted by: IamRaj96
Mujhe nhi pata tha yeh YJJSN me sajid nadiadwala co producer tha
Kyaaa !!! Issliye kachra hogaya. 🤣🤣🤣🤣🤣
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 5th Nov '25
BASHAN ON PDA 5.11
READ COMMENTS 4.11
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Nov 5, 2025 Episode Discussion Thread
I can’t believe….
Khushi Kapoor-Karishma Tanna in Mom 2.
Filmmaker Mira Nair’s son becomes NYC Mayor
Abhishek Bajaj - Worst Contestant
Anupamaa 03 - 04 Nov 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Ashna Kishore To Play Ranvijay’s Ex-Wife
Is King going to be the biggest hit or flop of 2026?
Heights Of Ridiculousness
Did SRK’s PR really lie about his poor background?
Haq review and box office
Originally posted by: IamRaj96
Mujhe nhi pata tha yeh YJJSN me sajid nadiadwala co producer tha
Kyaaa !!! Issliye kachra hogaya. 🤣🤣🤣🤣🤣
I think kisine edit karke fake naam daala hoga otherwise i remember first epi ke credit me uska naam nhi tha producers me
End ke epi ke credit me tha kya ??
Originally posted by: IamRaj96
I think kisine edit karke fake naam daala hoga otherwise i remember first epi ke credit me uska naam nhi tha producers me
End ke epi ke credit me tha kya ??
Ofcourse fake hoga. Arey koi mazaak thodi na hai ki agar ye show Sajid Nadiawala ka co produced hota toh media pagla jaati na. 🤭🤭🤭
Originally posted by: IamRaj96
No, how can u say its only drama
Sabhi shows drama genre me aate hai lekin unka parricular genre fix hota hai like Abae ka conedy drana, yrkkh fam drama, ipk romantic drama waise hi yjjsn fam drama me aata hai
Toh phir tum Yhc ko kya bologe ? Romantic drama ? Usme toh family nahi hai nahi hai. 😙

Actually yes, from the very beginning it comes under romantic drama only.... Bhale hi kitna bhi ridiculous ho uska main genre romantic drama hi hai
Baad me woh crime investigation nd all part me jada chala gaya but still its romantic drama
Ekta ke most of shows romantic drama genre me aate hai KKB, KDB, YHC etc
Originally posted by: IamRaj96
Actually yes, it comes under romantic drama only.... Bhale hi kitna bhi ridiculous ho uska main genre romantic drama hi hai
Baad me woh crime investigation nd all part me jada chala gaya but still its romantic drama
Ekta ke most of shows romantic drama genre me aate hai KKB, KDB, YHC etc
Then why cant we say YJJSN was a romantic drama for the first 50 episodes. 🙄

There is reason why we cant call it rom drama, iss me saas ka character kaafi pivotal hai plus fl ki nanad bhi saazishe karti hai, then show ka most of plot FL ki shaadi pe revolve hota hai.... Yeh saari cheeze Fam drama me aati hai like yrkkh, ghum etc
Ab romantic drama ki def dekho, isme leads ki shadi kaise hogi nd all ispe focus nhi rehta, unki shadi bina taam jhaam ke hojati hai.... Like yhc, ipk me hogyi .... Isme fl ki saas ki petty saazisho pe focus nhi rehta, isme ek particular villain rehta hai jo leads ke khilaaf plotting karta hai nd issi bich bich me leads ka romance slowly develope hota hai

@bold if u see then kkb/kdb me bhi yahi pattern hai.... Haa inn dono shows me families hai lekin most of trackd villains vs leads pe hote hai baaki sab aise support system me khade rehte hai.
Story writers mostly ficus on slowly developed romance of leads, then seperation, leap , reunion yeh sab bhi hota hai leads ka romance ke diff phases dikhane ke liye

Ye sab genre division mai kdramas mein aaram se karleta hoon leken indian shows mein mujhse nahi hota. Tumne acchese mujhe samjhaya. 🤭🤭
Originally posted by: IamRaj96
@bold if u see then kkb/kdb me bhi yahi pattern hai.... Haa inn dono shows me families hai lekin most of trackd villains vs leads pe hote hai baaki sab aise support system me khade rehte hai.
Story writers mostly ficus on slowly developed romance of leads, then seperation, leap , reunion yeh sab bhi hota hai leads ka romance ke diff phases dikhane ke liye
So SP mein YHC aur ABAE chhodke baaki sab family dramas hai right ?