Topic aparna best sasuma😊
Kharelu himsa ban gayi😂 apu ne imlie ko bahu maana hi nahi uska karan tha uske saath najayaz yeh sab naam bulake muh pe paani maarkke galat ki. Lekin ussi aparna ne malini ko sahi raasta choose karne ko boli thi. Lekin didi ne kya kiya hume pata hai. Imlie se bola tha chod do adi ko lekin tab imlie ka bhi mood nahi tha adi ko chodne ka. Ab donom bahu apne man ki karli. Ek pata nahi kaha hai. Dusri shaayad kal new sasuma se gift lelenge. Aage jaake yeh bacha kiska hai sawal ka bhi saamna karlegi jitna ho sakta tha aparna ne karliya. Yaha tak uski bete ka zindgi narag banane ki puri koshish karne wala udharke damad ko bhi mauf kardi.🤪 toh voh best sasuma ke title keliye deserve karti hai😂😂