Dekho, dekho. I think it was supposed to be romantic scene, par main toh hase jaa rahi thi. 🤣 Scene se zyaada yeh soch kar ki Sha ne kitna mazaak udhaya hoga.
Aur ab yeh jaankar ki woh toh hug aur kiss ka bhi itna mazaak udha raha tha, toh iss scene ka toh kitna hi udhaaya hoga. 😆