Mtlb tuze bhi bajani h... I'm to in... But mujhe ye nhi pta tha...
Alia is so funny and typical 🤣🤣
🏏New Zealand Tour of India 2026: 1st ODI: Vodadara on 11/01/26 D/N🏏
TRUTH AFTER 17th
CELEBRATION🎉 12.1.26
Dhurandhar is the 1st BW film to gross 1000Cr in India
Congratulations to Kyunki on finishing 2000 episodes
🏏WPL 2026: Match 4: DCW vs GGW at Navi Mumbai on 11/01/26🏏
🏏WPL 2026: Match 5: UPW vs RCBW at Navi Mumbai on 12/01/26🏏
Mtlb tuze bhi bajani h... I'm to in... But mujhe ye nhi pta tha...
Aur Kya.. himmat unki hamare maan ko kuch keh sake... bolo kahan attack krna hai
phir toh tu us k liye wait kar...! full entry mein time hai!
yeh theek hai rani mein aur snehu hum teen log hogaye hain..! abhi thora ghar k kaam say free hojao phir chalte hai zara waha par time pass karne!
Originally posted by: QueeN456
Kabhi yr mujhe nhi pta tha how do uhh kw .. Tuze banjani hi hai to I'm in.. Tag mee too...
ha beta tu na bhi bolti phir bhi mein tujhe waha apne sath le kar jaati..! ab ja kar dekh waha par unki konsi post par bajani hai!! phir mujhe bata
Originally posted by: QueeN456
Kabhi yr mujhe nhi pta tha how do uhh kw .. Tuze banjani hi hai to I'm in.. Tag mee too...
tw par parha tha maan ko lekar bohat age shaming ki baatein kar rahe thy weirdo (uncle bachi) couple k pankhe...! that time mein roze ki halat mein thi toh kuch nahi kiya ! i was waiting for ramadan to end phir ja kar bjani thi unki...! unhi k ghar mein ghus kar!
ab i am free to go any where! toh thori der mein shuru karte hain!
Originally posted by: snehaz16
Aur Kya.. himmat unki hamare maan ko kuch keh sake... bolo kahan attack krna hai
yaar aafi hoyi hai tw par toh tag mein main dekh rahi thi tag matlab age shaming ko lekar had kardi hai🤬😡
tw par parha tha maan ko lekar bohat age shaming ki baatein kar rahe thy weirdo (uncle bachi) couple k pankhe...! that time mein roze ki halat mein thi toh kuch nahi kiya ! i was waiting for ramadan to end phir ja kar bjani thi unki...! unhi k ghar mein ghus kar!
ab i am free to go any where! toh thori der mein shuru karte hain!
Veer tum aage badho.. hum tumhare sath hai..
But I m not on Twitter
dance karne ka dil karta hai yaar!