reena di... Aap akele akele party karne chale gaye...🙄🙄😳😳
Kam se kam hume invite to kar dete..🤧🤧🤧
Hum thoda kam hii kahan khaate..😋😋
Yaar kitna mast khana hoga...humko nahi bulaya aapne... Very bad...😭😭😭
Bas itna hii tha pyaar..🙄🙄
Chal jhooti.... Tujhe toh sab pata tha ki party hai afternoon mein.....😡