ye sab mimi ka kiya dhara hai khud to ashram chali gai or wahan se pooja paathe bata rahi hai🤣Originally posted by: firewings_diya
aur hamari akshu ko aise waqt pe hi kheer khana tha fast karna tha 😆 kya karu iss ladki ka😆 shadi toh 1 saal badh hai na kisi aur din rakhlethi ek saath dono best se panga lena zaroori tha?
Bechari akshu, ab kya hoga uska🤣