Aaj jab aryan adi ki collar pakadke seedha eye to eye contact meim aaya to mujhe laga MV ne joh endgame bola uska high chances haiš¤£š¤£š¤£inki push pull keliye jaaaaaaniyaaaaaaa ya shiddat play karvadošš Adiyan ki ship kaafi hawwt tha aajš¤£š¤£š¤£aag screen pe zarur aag lagegiš aur imlie ke saath adi ki picture dekhe banda kitna jealous hua dekha tha naššššš Abhi samajh aaya aryan khudki khurbaani kyun de rahi haiš
Kisi ka bhi feelings ko hurt karneki humri kono irada nahi hai. Just 4 fun
