padha nahi matlab? ye kab hua? Snehu aise kyu bolri hai baby, tujhe toh pata hai na mai tujhse kitna pyaar karti hoon?🥺Originally posted by: snehaz16
Hina ko I love u bolne ka koi faayda nahi.. isne padha bhi nahi ....
Dil toot gaya mera.. 💔💔💔
Achha sila diya tune mere pyaar ka
Yaar ne hi tod diya dil yaar ka