Originally posted by: arya212002
Iss baar Anu ne na bola toh uthakar le jayega 🤣🤣🤣…. Says Anuj
Kya uthakar ya kisse uthakar kuch farak nahi Partha hume bas farak iss baat ka hai ki uthana hai 🤣🤣
Uthakr le jayega aur pir launch b ho jayega 🤣🤣🤣
Bande me himmat ayi to ab aisi ayi k ab uthakr le hi jayega agar drama kiya to per ye kanha apne bedroom ya Anu k 😉🤪
1