jab vanraj aur kavya ka dikha sakte h jabki wo to puri tarah illegal tha to inka kyu nahi
inka rishta to itna pure aur devotional h to yaha hug dikhane mein bhi inhe afat ho rahi h
wahi toh baat hai Ree, Vanraj mard hai na, atleast mooch se toh yehi lagta hai,
woh kare toh sahi, Anuj kare toh nahi? Anuj toh asli mard hai inko ye dikhane se darr lagta hai, ke dost naraaz na hojaaye
ye bhi koi baat hui bhala
phir bolte hai nobody is above the show