Ab ayega asli mazaa😂today Vanraaj said to Toshu Anuj ne business de diya par partners le gaya sab usse deal karna chahte hai. Obviously jab investors ko pata chalega ki Ab Anuj Kapadia company ka CEO nahi hai Malvika kapadia hai to investors to apna paisa khichenge hi naa😅. Vanraaj ko chahe Finance ki kitni bhi samajh ho ya wo kitna bhi hardworking ho par Business kaisa manage ya handle hota hai uski samajhto.nahi.haai naa kaise hogi jab aaj tak usne job ki hai Vanraaj ye baat bhool gaya tha shayad. Ab dekhan wo iss baat ka declaration jab karega party launch karke ki Malvika Kapadia iss company ki CEO hai tab kya kya tamashe hote hai Business world mein😬
1